- Olive oil Ki Category / वर्ग
- Name / नाम
- Morphology / आकृति विज्ञान
- Parts in use / उपचार के लिए उपयोग में आने वाले भाग
- Temperament / स्वभाव
- Special benefit / मुख्य कार्य
- Other Functions / अन्य कार्य
- Uses / उपयोग
- Side effects / दुष्प्रभाव
- Correctives / सुधार
- Substitute / विकल्प
- Dosage / खुराक
- Chemical constituents / रासायनिक घटक
- Famous compounds / प्रसिद्ध यौगिक
Olive oil Ki Category / वर्ग
Ye plant Origen drug hai
Name / नाम
Botanical name | Olea europaea |
English name | Olive oil |
Arabic name | زیت زیتون |
Hindi name | जैतून का तेल |
Urdu Name | زیتون کا تیل |
Farsi | دزیتون غور |
Morphology / आकृति विज्ञान
Ye ek tail hai jo ek ped ke fal se nikala jata hai. Jiski shakal bair ya jamun ki tarah hoti hai. Agar ham iske rang ki baat karen to iska rang hara hota hai jo bad mein kala pad jata hai. Uski bahut sari kismein hote. Zaitoon ke darakht ki growth bahut slow hoti hai. Zaitoon ka darakht baluchistan, europe, california, algeria, australia, asia or falasteen mein paida hote hain. Jab zaitoon ka phal pak jata hai tab usse tail nikala jata hai jiske bare mein aaj ham baat karenge. Mana jata hai ki zaitoon ke darakht ki umra takriban 1000 varsh tak ho sakte hain.
Parts in use / उपचार के लिए उपयोग में आने वाले भाग
Tail
Temperament / स्वभाव
Garam aur tar second degree main.
Special benefit / मुख्य कार्य
- Yah hamare reproductive system ko takat deta hai
- Yah hamare digestive system ko takat deta hai
Other Functions / अन्य कार्य
- Ye eaj acha Nerve tonic
- Yah hamari bovel movement ko regulate karta hai
- Yah infection ko dur kar sakta hai
- Yah bahut jyada nutritious hai
- Ye pathri ko todne ki takat rahata hai.
Uses / उपयोग
Agar ham iske kacche fal ka past banaen tu chichak aur fode funsiyon ke nishanon ko khatm karta hai.
Yah hamare dimag ki khushki aur kamjori Ko dur karta hai
Agar kabj Ho ya intestine mein khushki Ho to uskay tail Ko istemal Kiya jata hai.
Jodon ke Dard main iske Tel ki malish ki jaati hai.
Ye pathri Ko Tod kar usko bahar nikalne ki takat rakhta hai.
Side effects / दुष्प्रभाव
- Yah hamari eyesight ke liye theek nahin hai.
- Yah fefdo ko nuksan pahuncha sakta hai.
Correctives / सुधार
- Badam
- Shehad
Substitute / विकल्प
- Balsan ka tel
- Kolanji
Dosage / खुराक
10 say 12 ml.
Chemical constituents / रासायनिक घटक
Glycerine
Oleuropein
Palmitin
Fatty acids
Famous compounds / प्रसिद्ध यौगिक
Rogan Shifa
Marham Dakhilyoon
Marham ashq
Rogan sir
Rogan mastgi
- माजून दबीदुल वर्द के फायदे | Majun Dabidul ward Uses in Hindi
- Sharbat anar tursh शरबत अनार तुर्श के फायदे
- himalaya confido tablets benefits in hindi | हिमालया कॉन्फीडो टेबलेट
- Body fitness Kay liye Kon sa Home Gym Fitness Cycle Thek Rahayga?
- Burn injury mein aalu ka istemal. Aalu ke bare mein Puri jankari
[…] Olive oil / Zaiton ka tail / Olea europaea / जैतून का तेल / زیتون کا تی… Aloe Vera Khanay Kay Faiday or iskay istmal Jano […]
[…] Silk cocoon / Bombyx mori / रेशम / ریشم ki poori jankari Olive oil / Zaiton ka tail / Olea europaea / जैतून का तेल / زیتون کا تی… […]