Mangifera indica / Mango / आम ki poori jankari
- Mango ki Category / वर्ग
- Name / नाम
- Morphology / आकृति विज्ञान
- Parts in use / उपचार के लिए उपयोग में आने वाले भाग
- Temperament / स्वभाव
- Special benefit / मुख्य कार्य
- Other Functions / अन्य कार्य
- Uses / उपयोग
- Side effects / दुष्प्रभाव
- Correctives / सुधार
- Substitute / विकल्प
- Dosage / खुराक
- Chemical constituents / रासायनिक घटक
- Famous compounds / प्रसिद्ध यौगिक
Mango ki Category / वर्ग
Plant category drug.
Name / नाम
Botanical name | Mangifera indica |
English name | Mango |
Arabic name | مانجو |
Hindi name | आम |
Urdu Name | آم |
Farsi | آم |
Morphology / आकृति विज्ञान
Aam hindustan ka ek mashhur fal hai. Jo garm mausam mein market mein aata hai. Khane ke liye pakke hue aam ka istemal kiya jata hai magar dawai ke liye kachay aam ko istemal mein laya jata hai, kacche aam ko aksar kiri ke naam se jana jata hai. Aam ka guda bhi dava ke taur per istemal kiya jata hai.
Parts in use / उपचार के लिए उपयोग में आने वाले भाग
Aam ka guda
Temperament / स्वभाव
Paka aam
Garam aur tar
Kacche aam
Sard aur khushk
Special benefit / मुख्य कार्य
Heart, liver, stomach aur kidney ko takat deta hai.
Other Functions / अन्य कार्य
Respiratory system ko takat deta hai.
Reproductive system ko takat deta hai.
chehre ki rangat ko nikalta hai.
Munh ki badbu ko dur karta hai.
Palpitation ko khatm karta hai.
Khansi mein use hota hai.
Sardi se paida hue headache mein use hota hai.
Yah pyas ko dur karta hai.
Yah body ko mota karne mein help karta hai.
Kabj ko dur karta hai.
Masudo ko takat deta hai.
Khoon ko bahane se rokta hai.
Uses / उपयोग
Kacche aam ko aag mein garm karen, jab vah pak jaaye aur nichornay ke kabil ho jaaye tu isko nechhod kar iska chhilka alag karen. Uske bad isko pani mein acche se hal karen.
Fir isko chhankar aur maje ke liye ye sugar milakar ek sharbat taiyar karen aur mareez ko pilaya karen. Ismein hum ko do se teen bunde arq kewrha bhi mila sakte hain. Yah sharbat abe e shola ke naam se a mashhur hai.
Agar bahut tej garmi ho aur aur jyada pyas lagte ho yah ya garmi ki vajah se diarrhoea ho to ham is sharbat ko use kar sakte hain aur uska result bhut achha milta hai.
Side effects / दुष्प्रभाव
Kacche aam garam mijaj logon ke liye ye theek nahin hota hai. Ya liver ko kamjor karta hai.
Pakka aam belgami mijaj logon ke liye ye theek nahin hota hai. Kacche aam body mein sauda ki paidawar jyada karta hai.
Correctives / सुधार
- Shikanjabeen
- Jamun
- Sunth
Sharbat zarshk
Substitute / विकल्प
Anjeer
Dosage / खुराक
Ek Insan ko yah jitna pachta hai uthana kha sakta hai.
Chemical constituents / रासायनिक घटक
- Water
- Ashes
- Lipid
- Protein
- Carbohydrate
- Dietary fibre
- Energy
Famous compounds / प्रसिद्ध यौगिक
Jawarish Amla
Anush daru
Jawarish Shahi
Safoof hazim
Bahut sare itnrifilat
- Chronic Constipation : 2021मैं कब्ज दूर करने के 5 सबसे Best Tips
- Tonsillitis coronavirus: क्या गले में खराश (sore throat) covid-19 का लक्षण है
- Summer special : (Gulkand) गर्मी से लड़ने के लिए गुलकंद का इस्तेमाल सीखो
- Best home remedies for vulvar itching and burning 2021
- High uric acid levels ko Jano: uric acid ko kaise maintain Karen
Pingback: Trachyspermum Ammi / Carom Seeds / अजवाइन Ki Poori Jankari - My Health Care
Pingback: Best Home Remedies For Vulvar Itching And Burning 2021 - My Health Care